Apni Aashaon ke ..
paron par udta..
Doudta hu Idhar-Udhar..
Jeevan ki aapa-dhapi me..
kal jo beeta..
Jo galtiyan ki..
kamiyaan kuch jo rah gyi baaki ...
sudharne me laga rahta hu..
kabhi anubhav
karta hu khud ko..
kisis katha ke naayak sa..
mushkilon ka jo kare samna..
ya..
kabhi samjhu ek abhagaa.
Jeevan ko karna chahu me..
sugandhit komal
kisi pushp sa..
kintu kabhi me paau khud ko...
Daaayitvo ke
chahrvyuh me...
Darpan sa chahu..
Ban'na me apna..
nihar saaku jo..
katha charitr swayam ka..
kabhi samet lu khud ko me..
angaron ki shaiyya me..
jalta ..
dhoon-dhoon karta ..
raakh ke neeche ..leta raat bhar..
Indrdhanush jo haathon me ho to..
Arjun koi ban jaaun me..
Srishti ka shringaar karu me..
Nritay karu me..
jese Shiv-Shankar..
Roz nayi kalpanaon me ..
Mai khud ko khoya paata hu..
gahari neend se uthar fir..
Achanak..
Ghar se nikal jata hu me...
Jeevan ki dagar bahut kathin he ..
sanyam or Santosh me rahkar..
Tujh sang jeena chahu me...
Par..
Jeevan ki aapadhapi me ..
kalpna kar ke hi rah jata hu..
ke
Kuch kar nahi pata hu me...
Vishal
27-10-2012
paron par udta..
Doudta hu Idhar-Udhar..
Jeevan ki aapa-dhapi me..
kal jo beeta..
Jo galtiyan ki..
kamiyaan kuch jo rah gyi baaki ...
sudharne me laga rahta hu..
kabhi anubhav
karta hu khud ko..
kisis katha ke naayak sa..
mushkilon ka jo kare samna..
ya..
kabhi samjhu ek abhagaa.
Jeevan ko karna chahu me..
sugandhit komal
kisi pushp sa..
kintu kabhi me paau khud ko...
Daaayitvo ke
chahrvyuh me...
Darpan sa chahu..
Ban'na me apna..
nihar saaku jo..
katha charitr swayam ka..
kabhi samet lu khud ko me..
angaron ki shaiyya me..
jalta ..
dhoon-dhoon karta ..
raakh ke neeche ..leta raat bhar..
Indrdhanush jo haathon me ho to..
Arjun koi ban jaaun me..
Srishti ka shringaar karu me..
Nritay karu me..
jese Shiv-Shankar..
Roz nayi kalpanaon me ..
Mai khud ko khoya paata hu..
gahari neend se uthar fir..
Achanak..
Ghar se nikal jata hu me...
Jeevan ki dagar bahut kathin he ..
sanyam or Santosh me rahkar..
Tujh sang jeena chahu me...
Par..
Jeevan ki aapadhapi me ..
kalpna kar ke hi rah jata hu..
ke
Kuch kar nahi pata hu me...
Vishal
27-10-2012
